Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
Home Sunil
Home Sunil
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aaj duniyaa badi suhaani hai aaj duniyaa badi suhaani hai kaisi rangin zindagaani hai aaj duniyaa badi suhaani hai aaj duniyaa badi suhaani hai jaane kyun aaj dil mein reh reh kar meethe meethe khyaal aate hain jaane kyun aaj mere honthon par kuchh adhoore sawaal aate hain ye haqiqat hai yaa kahaani hai ye haqiqat hai yaa kahaani hai aaj duniyaa badi suhaani hai aaj duniyaa badi suhaani hai kaisi rangin zindagaani hai aaj duniyaa badi suhaani hai aaj duniyaa badi suhaani hai yun nazar aa rahaa hai jaise koi aaj mere qareeb aataa hoo aur dil ki haseen raahon mein zindagi ke diye jalaataa ho jaane kis ki ye meharbaani hai jaane kis ki ye meharbaani hai aaj duniyaa badi suhaani hai aaj duniyaa badi suhaani hai kaisi rangin zindagaani hai aaj duniyaa badi suhaani hai aaj duniyaa badi suhaani hai
aankhon mein rang kyun aaya bolo nasha sa kyun chhaaya humko ye raaz batlaao dil kho ke tumne kya paaya chamki naseeb ki raahen hum kyun naa aaj itraayen raahon se hatt gayen kaanten to phool kyun naa muskaaye aankhon mein rang kyun aaya mukhde pe subah ki dhoop ye khilta khilta roop kaajal lakeer chitwan se teer ye naina roop anoop tum kya samjho ye raaz ulfat ke ye andaaz sunn ke zuroor hoga guroor aur karne lagoge naaz aisa khayaal mat kije humse ye bhed keh dije hum bhi to aap hi ke hain hum se yun sharm na kije chamki naseeb ki raahen hum kyun naa aaj itraayen raahon se hatt gayen kaanten to phool kyun naa muskaaye aankhon mein rang kyun aaya tarsaavo naa yun humdam tumhen naazon adaa ki kasam jaldi se bol do ye raaz khol do apna bana lo sanam hargiz naa kahungi ye baat jodoge naa jab tak haath ban ke naseeb rehna kareeb jyun taara chaand ke saath tum se juda naa honge hum badle hazaar ye aalam hum tum pe jaan de denge gaati hai saans ki sargam aankhon mein
aap aaye to khayaal e dil e naashaad aayaa aap aaye to khayaal e dil e naashaad aayaa kitne bhoole huye zakhmon ka pata yaad aayaa aap aaye to khayaal e dil e naashaad aayaa aap aaye aap ke lab pe kabhi apna bhi naam aayaa tha shokh nazron se muhabbat ka salaam aaya tha umr bhar saath nibhaane ka payaam aayaa tha umr bhar saath nibhaane ka payaam aayaa tha aap ko dekh ke wo ahde wafaa yaad aayaa kitne bhoole huye zakhmon kaa pata yaad aayaa aap aaye to khayaal e dil e naashaad aayaa aap aaye rooh mein jal uthe bujhti huyi yaadon ke diye kaise diwaane the hum aap ko paane ke liye yun to kuchh kam nahin jo aap ne ahsaan kiye yun to kuchh kam nahin jo aap ne ahsaan kiye par jo maange se naa paayaa wo silaa yaad aayaa kitne bhoole huye zakhmon ka pata yaad aayaa aap aaye to khayaal e dil e naashaad aayaa aap aaye aaj wo baat nahin phir bhi koi baat to hai mere hisse mein ye halki si mulaqaat to hai gair ka ho ke bhi ye husn mere saath to hai gair ka ho ke bhi ye husn
hey hey ae hey hey hey hey ae hey hey hey hey ae hey hey aa aa aa aa aa aa aa aa aksar iss duniya mein anjaane milte hain aksar iss duniya mein anjaane milte hain anjaani raahon mein milke kho jaate hain lekin hamesha wo yaad aate hain aksar iss duniya mein anjaane milte hain anjaani raahon mein milke kho jaate hain lekin hamesha wo yaad aate hain aksar iss duniya mein aankhon se baat hoti hai dhadkan bhi saath hoti hai koi na samjhe ye ishq ki zubaan aankhon se baat hoti hai dhadkan bhi saath hoti hai koi na samjhe ye ishq ki zubaan du ru ru ru ru ru ru ru ru ru ru ru ru ru dheere dheere se wo dil mein bas jaate hain dheere dheere se wo dil mein bas jaate hain chori chori se wo dil ko churaate hain phir ek din wo bichhad jaate hain aksar iss duniya mein ye dil to pyaar maange hai sachcha dildaar maange hai jaane mohabbat mile usse kahaan ye dil to pyaar maange hai sachcha dildaar maange hai jaane mohabbat mile usse kahaan du ru ru ru ru ru ru ru ru ru ru ru ru ru
everybody now join me in the song clap your hands and shake on ur waist and move on ur feeet still on everybody now join me in the song clap your hands and shake on ur waist and move on ur feeet still on everybody now join me in the song aao yaaron jashn mana lo lets just carry on ishq karne ka maazaa hain ishq ke izhaar mein dekhta hoon mein khuda bhi na khuda pyaar mein baamulaiza baamulaiza baa adab ho baamulaiza aa gaye lo yeh husn wale ishq walon karo salam baamulaiza baamulaiza baa adab ho baamulaiza aa gaye lo yeh husn wale ishq walon karo salam pehna hai pehna hai mene pyaar tumhara teri hi to khwaishon mein khud ko yaar sawara rehne de rehne de bahon ke ghere mein mein bhi haari ashiqui mein dil bhi mera hara hooo ashiqui mein haar kaisi paas jab dil daar aisi tu na jeeti mein na haaara pyaar ki takraar kaisi baamulaiza baamulaiza baa adab ho baamulaiza aa gaye lo yeh husn wale ishq walon juke tammam baamulaiza baamulaiza baa adab ho baamulaiza aa gaye lo
chaand jaane kahaan kho gaya chaand jaane kahaan kho gaya tumko chehre se parda hatana na tha chaandani ko yeh kya ho gaya chaandani ko yeh kya ho gaya tumko bhi iss tarah muskurana na tha chaand jaane kahaan kho gaya pyaar kitna jawaan raat kitni haseen aaj chalte huye tham gayi hai zameen tham gayi hai zameen aankh taare jhapakne lage aankh taare jhapakne lage aisi ulfat ka jaadoo jagana na tha chaand jaane kahaan kho gaya pyaar mein bekhabar hum kahaan aa gaye meri aankhon mein sapne se kyun chhaa gaye pyaar mein bekhabar hum kahaan aa gaye meri aankhon mein sapne se kyun chhaa gaye kyun chhaa gaye do dilon ki hai manzil yahaan do dilon ki hai manzil yahaan tum na aate to hum ko bhi aana na tha tumko bhi iss tarah muskurana na tha chaand jaane kahaan kho gaya chaand jaane kahaan kho gaya
chaand sa mukhda kyun sharmaaya chaand sa mukhda kyun sharmaaya aankh mili aur dil bhabraya chaand sa mukhda kyun sharmaaya aankh mili aur dil bhabraya chaand sa mukhda kyun sharmaaya jhuk gaye chanchal naina ik jhalki dikhla ke o jhuk gaye chanchal naina ik jhalki dikhla ke bolo gori kya rakha hai palkon mein chhupa ke tujhko re saanwariya tujhse hi chura ke tujhko re saanwariya tujhse hi chura ke nainon mein sajaaya maine kajra bana ke neend churaayi tune dil bhi churaaya chaand sa mukhda kyun sharmaaya aankh mili aur dil ghabraya chaand sa mukhda kyun sharmaaya ye bheege nazaare karte hain ishaare ye bheege nazaare karte hain ishaare milne ki ye rut hai gori din hain humaare sun lo piya pyaare kya kehte hain taare sun lo piya pyaare kya kehte hain taare humne to bichhadte dekhe kitnon ke pyaare kabhi na alag huyi kaya se kaya chaand sa mukhda kyun sharmaaya chaand sa mukhda kyun sharmaaya
chali gori pi se milan ko chali chali gori pi se milan ko chali naina banvariya mann mein sanvariya chali gori pi se milan ko chali chali gori pi se milan ko chali naina banvariya mann mein sanvariya chali gori pi se milan ko chali chali gori pi se milan ko chali daar ke kajra latt bikhra ke daar ke kajra latt bikhra ke dhalte din ko raat bana ke kangna khankaati bindiya chamkaati kangna khankaati bindiya chamkaati chham chham dole sajna ki gali chali gori pi se milan ko chali chali gori pi se milan ko chali naina banvariya mann mein sanvariya chali gori pi se milan ko chali chali gori pi se milan ko chali komal tan hai sau bal khaya ho gayi bairan apni hi chaaya komal tan hai sau bal khaya ho gayi bairan apni hi chaaya ghoonghat khole na mukh se bole na ghoonghat khole na mukh se bole na raah chalat samhali samhali chali gori pi se milan ko chali chali gori pi se milan ko chali naina banvariya mann mein sanvariya chali gori pi se milan ko chali chali gori pi se
dil se dil ki dor baandhe chori chori jaane hum tum tum hum sang sang chale aaj kahaan aaj kahaan dil se dil ki dor baandhe chori chori jaane hum tum tum hum sang sang chale aaj kahaan aaj kahaan kadam mila kar chale udhar le ke chale ye pyaar jidhar pyaar ke raahi tu hi bata khatam kahaan hoga ye safar kadam mila kar chale udhar le ke chale ye pyaar jidhar pyaar ke raahi tu hi bata khatam kahaan hoga ye safar jahaan pe gaaye dil ki sargam jhoom jhoom koi hum tum tum hum sang sang chale aaj wahaan aaj wahaan dil se dil ki dor baandhe chori chori jaane hum tum tum hum sang sang chale aaj kahaan aaj kahaan hoooooo nayi si duniyaa naya samaa chhupa hua tha pyaar kahaan hoooooo nayi si duniyaa naya samaa chhupa hua tha pyaar kahaan chhupa hua tha yahin kahin khabar ye dil ko magar nahin chhupa hua tha yahin kahin khabar ye dil ko magar nahin hata wo parda pyaar jaaga chalo basaa len hum tum tum hum sang sang ik naya jahaan naya jahaan dil se dil ki dor baandhe chori
dekh re ghata ghir ke aayi rass bhar bhar laayi chhed le gori mann ki beena rimjhim rutt chhaayi ho ho ho ho madhur madhur manwaa gaaye apne bhi din aaye saawan ke sang aaye jawaani saawan ke sang jaaye o o o o
te re le le o o te re le le o o te re le le uu uu uu de le o ye ye ye te le o o do le le yek chatur naar kar ke singar yek chatur naar kar ke singar mere mann ke dwar ye ghusat jaat hum marat jaat are hey hey hey ye ye ye chatur naar kar ke singar pa re sa ga ga ga re re sa sa re sa sa sa pa pa dha sa re ga ga re sa dha pa pa ma ga re chatur naar kar ke singaar umm thaam thaam thaam thaam thaam ruk umbrum um brumm um aa aa aye aye iee iee uu aye oye aum aahaa hmm nam nam nam nam nam nam nam nam nam nam nam nam la hmm bala bala bala bala re bala bala bala bala re bala bala bala bala re ek chatur naar badi hoshiyar ek chatur naar badi hoshiyar apne hi jaal mein phashat jaat hum hansat jaat are ha ha ha ha ek chatur naar badi hoshiyar tu kyun gori dhyaan dhare kare lakh lakh duniya chaturayi chhutti kar dunga main uski abke jo awaaz lagaayi chhutti kar dunga aaaa aa aa aa ja re ja re kare kaga ka ka ka kyun shor machaaye uss naari ka daas na ban jo raah chalat ko raah
holi aayi re kanhaayi holi aayi re holi aayi re kanhaayi rang chhalke suna de zara bansuri barse gulaal rang more anganwaa apne hi rang mein rang de mohe sanjanwaa tore kaaran ghar se aayi tore kaaran hooo tore kaaran ghar se aayi hoon nikal ke suna de zara baansuri chhute na rang aisi rang de chunariya dhobaniyaa dhoye chaahe saari umariyaa mohe bhaaye naa harjaai mohe bhaaye naa mohe bhaaye naa harjaai rang halke suna de zara baansuri
hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm jab bhi koi haseena dekhoon mere dil ke taar baje baar baar mere dil ke taar baje baar baar o yehhhh chhana chhan chhana na nuuuu chhana chhan chhana na na chhana chhan chhanaa nan chham chham chham chhama chham chhana chhan chhana na nuuuu chhana chhan chhana na na chhana chhan chhanaa nan chham chham chham chhama chham jab bhi koi haseena dekhoon mere dil ke taar baje baar baar mere dil ke taar baje baar baar o yehhhh chhana chhan chhana na nuuuu chhana chhan chhana na na chhana chhan chhanaa nan chham chham chham chhama chham chhana chhan chhana na nuuuu chhana chhan chhana na na chhana chhan chhanaa nan chham chham chham chhama chham chhana chhan chhana na nuuuu chhana chhan chhana na na chhana chhan chhanaa nan chham chham chham chhama chham marti hai mujhpe kudiyaan ye saari kuchh to hai baat mujh mein kasam se kya
khush raho ehle chaman hum to chaman chhod chale khush raho ehle chaman khaak pardes ki chhanege watan chhod chale khush raho ehle chaman bhool jaana humen hum yaad ke kaabil hi nahin bhool jaana humen hum yaad ke kaabil hi nahin kya pata de ke humari koi manzil hi nahin apni taqdeer ke dariyaa ka to saahil hi nahin khush raho ehle chaman koi bhoole se humen poochhe to samjha dena ek bhujhtaa hua deepak usse dikhlaa dena aankh jo uski chhalak jaaye to behlaa dena khush raho ehle chaman roz jab raat ke aanchal mein sitaaren honge ye samjh lena ke wo ashq humare honge aur kiss haal mein hum dard ke maare honge khush raho ehle chaman hum to chaman chhod chale khush raho ehle chaman
makathika maaya maschindhra manasika masthe kishkindhaa thalukula rampam thakindha thara rampam chela regindha adhire andham mafia arerey matthuna padipoya gallo bongaramaipoyaa aakasam anchullo nennunnaa makathika maya maschindhra manasika masthe kishkindhaa thalukula rampam thakindha thara rampam chela regindha cheliya cheliya ne chekkili meetina na velune velam vesthe veyyi kotlu kotlu kotlu churukai thagili nee chupula baakulu thaaradithe anni chotlaa laksha gaatlu gaatlu gaatlu chandana lepanamavuthaa meniki andhina jaabilinavuthaa nee chethiki thada badi thabbibayipoyaa gallo bongaramaipoyaa aakasam anchullo nennunnaa makathika maaya maschindhra manasika masthe kishkindhaa thalukula rampam thakindha thara rampam chela regindha atuga ituga ninnantuku vunde chunni nenai kaalam anthaa janta kaana kaana kaana pani lo pani ga nee voopiri kantina suvvasanai pranam antha panchu kona kona kona venella range painaa vaalanaa vompulu rendu neeve emchesinaa mudipadi
meethi meethi baataan kar ke chand mulaqaataan kar ke meethi meethi baataan kar ke chand mulaqaataan kar ke dilaasa de gaya dil mahiyaa lai gaya o rabba mera dil mahiyaa lai gaya hooooooooo dil mahiyaa lai gaya o rabba mera dil mahiyaa lai gaya hooooooooo meethi meethi baataan kar ke chand mulaqaataan kar ke meethi meethi baataan kar ke chand mulaqaataan kar ke dilaasa de gaya dil mahiyaa lai gaya o rabba mera dil mahiyaa lai gaya hooooo seeli seeli raaten katti nahin hain ye dooriyaan kyun mitati nahin hain nazdikiyon mein bhi faaslen hain betaabiyaa kyun katti nahin hain ho rabb di mehar jo ho jaaye meri jindadi bhi sanwar jaaye ye mera ishq nikhar jaaye oooo maahiyaaa haaye meethi meethi baataan kar ke chand mulaqaataan kar ke meethi meethi baataan kar ke chand mulaqaataan kar ke dilaasa de gaya dil mahiyaa lai gaya o rabba mera dil mahiyaa lai gaya dil mahiyaa lai gaya o rabba mera dil mahiyaa lai gaya hooooo ankh da ishaara chal kar lai tu chori chori dil di
hmm la lai dmm la lai hmm la lai dmm la lai mere bhole balam mere pyaare re balam mera jeevan tere binaa o mere piyaa hai wo diya ke jis mein tel na ho ke jis mein tel na ho mera jeevan tere bina wo ek baag hai bahaar jise hatkar guzre door door se guzre mujhe apna bana le o bhole apna bana le haai re bhole apna bana le hey tere kadmon mein mera pyaar mera sansaar meri kismat hai mujhe apna bana le tere kadmon mein mera pyaar mera sansaar meri kismat hai mujhe apna bana le pyaari bindu meri bholi ri bindu meri matheri bindu meri sindoori bindu meri binduri bindu meri prem ki naiyaa beech bhanwar mein gud gud gote khaaye jhat pat paar laga de jhat pat paar laga de apni baiyaan galle mein daar ban ja mere galle ka haar jhoole prem hindole o jhoole prem hindole mere jeevan ki aashaa padh le mere nainon ki bhaasha mujhe mann mein basaa le pal pal palkon mein chhupa le tu jhat pat aakar chhat pat mere andhe kuen mein deep jalaa ke kar de ujaala o zara kar de ujaala
taj tere liye ek mazhar e ulfat hi sahi tujhko iss waadiye rangeen se akeegat hi sahi meri mehboob kahin aur mila kar mujhse meri mehboob kahin aur mila kar mujhse meri mehboob anginat logon ne duniyan mein mohabbat ki hai anginat logon ne duniyan mein mohabbat ki hai kaun kehta hai ke sadiq na the zazbe unke lekin unke liye tashheer ka samaan nahin kyuke wo log bhi apni hi tarah muflis the meri mehboob kahin aur mila kar mujhse meri mehboob ye chaman zar ye jamuna ka kinara ye mahal ye chaman zar ye jamuna ka kinara ye mahal ye mulakash dar o deewar ye mehraaw ye taak ik shehnshaah ne daulat ka sahara le kar hum gareebon ki mohabbat ka udaya hai mazaak meri mehboob meri mehboooob meri mehboob kahin aur mila kar mujhse meri mehboob kahin aur mila kar mujhse meri mehboob
are heyeee aye lalalalalala lalalalalala lalalalalala lalala laaaa hmmm hey hey mere saamne waali khidki mein ek chand ka tukda rehta hai mere saamne waali khidki mein ek chand ka tukda rehta hai afsos ye hai ke wo humse kuchh ukhda ukhda rehta hai mere saamne waali khidki mein ek chand ka tukda rehta hai jis roz se dekha hai usko hum shamma jalana bhool gaye dil thaam ke aise baithen hain kahin aana jaana bhool gaye ab aath pahar in aankhon mein wo chanchal mukhda rehta hai mere saamne waali khidki mein ek chand ka tukda rehta hai barsaat bhi aakar chali gayi baadal bhi garaj kar baras gaye barsaat bhi aakar chali gayi baadal bhi garaj kar baras gaye par uski ek jhalak ko hum aye husn ke maalik taras gaye kab pyaas bujhegi aankhon ki din raat ye dukhda rehta hai mere saamne waali khidki mein ek chand ka tukda rehta hai afsos ye hai ke wo humse kuchh ukhda ukhda rehta hai mere saamne waali khidki mein ek chand ka tukda rehta hai
oooooo ooooo oooo oooooo oooo oooo oooooo hoooo hoooo oooo hooo hooo neel gagan par udte baadal aa aa aa dhoop mein jalta khet humara kar de tu chhaaya chhupe huye o chanchal panchhi jaa jaa jaa dekh abhi hai kachcha daana pak jaaye to khaa neel gagan par udte baadal aa aa aa dhoop mein jalta khet humara kar de tu chhaaya chhupe huye o chanchal panchhi jaa jaa jaa dekh abhi hai kachcha daana pak jaaye to khaa behta behta kyaariyon mein tanda tanda paani behta behta kyaariyon mein tanda tanda paani chum naa le kahin paanv tere o kheton ki raani chum ke maile paanv mere wo bhi hoga maila main hoon kheton ki daasi tu kheton kaa raaja neel gagan par udte baadal aa aa aa dhoop mein jalta khet humara kar de tu chhaaya hari bhari inn khetiyon ki raam kare rakhwaali hari bhari inn khetiyon ki raam kare rakhwaali wo chaahe to laakhon daane degi ik ik baali mehnat waalon ki suntaa hai wo upar waala khol ke rakhiyo apni jholi bhar dega daata chhupe huye o chanchal panchhi jaa
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aaj Duniyaa Badi Suhaani Hai Nartaki (1963) 04:07 32253
 
Poster of Nartaki (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Uma Khosla, Sunil Dutt, Various
Duration : 04:07   Song Number : 32253   

Aankhon Mein Rang Kyun Aaya Ek Phool Char Kante (1960) 04:17 16232
 
Poster of Ek Phool Char Kante (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Waheeda Rehman, Sunil Dutt
Duration : 04:17   Song Number : 16232   

Aap Aaye To Gumrah (1963) 05:17 13300
 
Poster of Gumrah (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mahendra Kapoor
On Screen Actors- 
Ashok Kumar, Sunil Dutt, Mala Sinha
Duration : 05:17   Song Number : 13300   

Aksar Iss Duniya Mein Dhadkan (2000) 05:32 18681
 
Poster of Dhadkan (2000)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2000
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Nadeem - Shravan
Singer- 
Alka Yagnik, Chorus
Duration : 05:32   Song Number : 18681   

Baamulaiza De Dana Dan (2009) 04:50 18839
 
Poster of De Dana Dan (2009)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2009
Lyricist
Irshad Kamil
Music Director- 
Pritam
Duration : 04:50   Song Number : 18839   

Chaand Jaane Kahaan Main Chup Rahungi (1962) 02:53 11889
 
Poster of Main Chup Rahungi (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Chitragupt
On Screen Actors- 
Meena Kumari, Sunil Dutt
Duration : 02:53   Song Number : 11889   

Chaand Sa Mukhda Insaan Jaag Utha (1959) 03:16 12106
 
Poster of Insaan Jaag Utha (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Madhu Bala, Sunil Dutt
Duration : 03:16   Song Number : 12106   

Chali Gori Pee Se Ek Hi Raasta (1956) 04:12 13217
 
Poster of Ek Hi Raasta (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Hemant Kumar (Mukherji)
On Screen Actors- 
Ashok Kumar, Meena Kumari, Sunil Dutt
Raag- 
Bhairavi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:12   Song Number : 13217   

Dil Se Dil Ki Dor Chhaya (1961) 05:07 12980
 
Poster of Chhaya (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Salil Chowdhury
On Screen Actors- 
Asha Parekh, Sunil Dutt
Duration : 05:07   Song Number : 12980   

Dukh Bhare Din Beete Mother India (1957) 03:13 13771
 
Poster of Mother India (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
On Screen Actors- 
Nargis, Sunil Dutt, Raj Kumar, Rajendra Kumar
Raag- 
Megh-Malhar
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 03:13   Song Number : 13771   

Ek Chatur Naar Kar Ke Padosan (1968) 06:42 12122
 
Poster of Padosan (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
R D Burman
Duration : 06:42   Song Number : 12122   

Holi Aayi Re Kanhaayi Mother India (1957) 02:55 15162
 
Poster of Mother India (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Duration : 02:55   Song Number : 15162   

Jab Bhi Koi Haseena Hera Pheri (2000) 06:42 20626
 
Poster of Hera Pheri (2000)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2000
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Anu Malik
On Screen Actors- 
Akshay Kumar, Paresh Rawal, Sunil Shetty
Duration : 06:42   Song Number : 20626   

Khush Raho Main Chup Rahungi (1962) 03:00 13648
 
Poster of Main Chup Rahungi (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Chitragupt
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Meena Kumari, Sunil Dutt
Duration : 03:00   Song Number : 13648   

Makathika Khaleja (2010) 04:47 32929
 
Poster of Khaleja (2010)
 
Category
Telugu
Year- 
2010
Lyricist
Ramajogaiah Sastry
Music Director- 
Mani Sharma
Singer- 
Karthik, Saindavi
Duration : 04:47   Song Number : 32929   

Meethi Meethi Bataan Aap Ki Khatir (2006) 05:56 18800
 
Poster of Aap Ki Khatir (2006)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2006
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Himesh Reshammiya
Duration : 05:56   Song Number : 18800   

Mere Bhole Balam Padosan (1968) 03:25 13892
 
Poster of Padosan (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
Duration : 03:25   Song Number : 13892   

Mere Mehboob Kahin Aur Gazal (1964) 03:53 16241
 
Poster of Gazal (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 03:53   Song Number : 16241   

Mere Saamne Waali Khidki Mein Padosan (1968) 02:53 20934
 
Poster of Padosan (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Kishore Kumar, Sunil Dutt, Sayra Banu
Duration : 02:53   Song Number : 20934   

Neel Gagan Par Udta Khandan (1965) 04:10 13544
 
Poster of Khandan (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Ravi
On Screen Actors- 
Nutan, Sunil Dutt
Duration : 04:10   Song Number : 13544   
Karaoke Songs of Sunil, Sad Songs of Sunil, Love Songs of Sunil, Dance Songs of Sunil, Hip-hop songs of Sunil, Best songs of Sunil, Super hit songs of Sunil, hit songs of Sunil, duet songs of Sunil, solo songs of Sunil, old songs of Sunil, famous songs of Sunil, Hindi Karaoke Songs of Sunil, Hindi Sad Songs of Sunil, Hindi Love Songs of Sunil, Hindi Dance Songs of Sunil, Hindi Hip-hop songs of Sunil, best Hindi songs of Sunil, super hit Hindi songs of Sunil, hit Hindi songs of Sunil, duet Hindi songs of Sunil, solo Hindi songs of Sunil, old Hindi songs of Sunil, famous Hindi songs of Sunil, Sing Along Songs of Sunil, Sing Along Sad Songs of Sunil, Sing Along Love Songs of Sunil, Sing Along Dance Songs of Sunil, Sing Along Hip-hop songs of Sunil, Sing Along Best songs of Sunil, Sing Along Super hit songs of Sunil, Sing Along hit songs of Sunil, Sing Along duet songs of Sunil, Sing Along solo songs of Sunil, Sing Along old songs of Sunil, Sing Along famous songs of Sunil